Wo Kehta Rehta Hai Bari Majborian Hain Zamane Ki Sagar_
Saaf Lafzu Main Wo Khud Ko Bewafa Nahin Kehta....
Wo Kehta Rehta Hai Bari Majborian Hain Zamane Ki Sagar_ Saaf Lafzu Main Wo Khud Ko Bewafa Nahin Kehta....
23:05 |
Labels:
Love Poetry
Read User's Comments(0)
Mujhe Khamosh Raahon Main Tera Saath Chahiye
Mujhe Khamosh Raahon Main Tera Saath Chahiye
Tanha Hy Mera Haath Tera Haath Chahiye
Mujh Ko Mere Muqadar Per Itna Yaqeen To Hy
Tujhko Bhi Mere Lafz Meri Baat Chahiye
Main Khud Apni Shairy Ko Kiya Acha Kahun
Mujh Ko Teri Ta'reef, Teri Daad Chahiye
Ehsas-E-Muhabat Tere Hi Wastey Hai
Lekin
Junoon-E-Ishq Ko Teri Har Soughat Chahiye
Tu Mujh Ko Paany Ki Khwahish Rakhta Hai Shayad..!
Lekin
Mujhy Jeeny K Liye Teri Hi ZAAT Chahiye....!

Math Poncho Uss K Pyar Krne Ka Andaz Kesa Tha.
07:51 |
Labels:
K Pyar Krne Ka Andaz Kesa Tha.,
Love Poetry,
Math Poncho Uss,
Mohhabat Poetry,
My favourite Poetry,
Romantic Poetry
Math Poncho Uss K Pyar Krne Ka Andaz Kesa Tha.
Uss Ne Iss Shiddat Se Seney Se Lagaya K Mout B Na Aai Aur Sansain B Ruk Gain
Uss Ne Iss Shiddat Se Seney Se Lagaya K Mout B Na Aai Aur Sansain B Ruk Gain
A Touchy Love Story..
A Touchy Love Story..
A boy Was Tired Of Girlfriend's Msgs Which Always Said- I Love U, I Miss U....
One Night he Received A Msg FroM Her But Didn't Read It,Insted he Slept
Next Day he Got A Call FroM His girlfriend's MoM Who Said....
That Her Daughter Had A Car Accident & Died Last Night....
he Then Read The Msg In Which It Was Written,
"Dear Please CoMe In Front Of your House, I Met With An Accident & Its My Last Wish To See U Plz.....:'("

My family iz more precious thn anythng else. !:)
Boy : Do u love me more thn ur family ?
Gal : No
Boy : Why ?
......
Gal : okay Listen dis..
when i started to walk I fell, u were not there to pick me up. bt my mom was.
When i went outside, u were not there to hold my finger. bt my dad was.
When i cried . .u didnt give me ur toys to play. .bt my brother n sister did.
My family iz more precious thn anythng else. !:)
Gal : No
Boy : Why ?
......
Gal : okay Listen dis..
when i started to walk I fell, u were not there to pick me up. bt my mom was.
When i went outside, u were not there to hold my finger. bt my dad was.
When i cried . .u didnt give me ur toys to play. .bt my brother n sister did.
My family iz more precious thn anythng else. !:)
Baand le haath pe seene pe saja le tum ko
Baand le haath pe seene pe saja le tum ko
Jee main aata hai ke taweez bana le tum ko
iss qader toot lk tum pay payar ata ha
bahao mn bhar lain our mar he dalain tum ko...
Jee main aata hai ke taweez bana le tum ko
iss qader toot lk tum pay payar ata ha
bahao mn bhar lain our mar he dalain tum ko...
Dil Ki Baatein Bata Deti Hain, Aankhein
Dil Ki Baatein Bata Deti Hain, Aankhein
Dharkano Ko Jaga Deti Hain, Aankhein
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Chehraun Ka Kabhi
Dil Ko To Deewana Bana Deti Hain, Aankhein
Woh Hum Se Baat Nahi Karte, To Na Karein
Haal Sara Unke Dil Ka Suna Deti Hain, Aankhein
Gham Sada Rehta Nahi, Aadmi Ke Saath
Ashk Bana Kar Chalka Deti Hain, Aankhein
Aata Hai Jab Dor-E-Jawani, To Ae-Dosto
Sunder Sapne Zehan Mein Basa Deti Hain, Aankhein
Mana Ke Neend Aati Hai, Aankhon Hi Ke Raaste
Magar Kabhi Kabaar Neend Bhi Uraa Deti Hain, Aankhein
Shukar Hai Rab Ne Ata Ki, Aankhon Ki Neamat
Humaare Dard-O-Gham Saare Dil Ke, Chupa Deti Hain Aankhein...

Saadigi Mein Bhi, Kamaal Lagte Ho.......!
Saadigi Mein Bhi, Kamaal Lagte Ho.......!
Tum Mera Kitna, Khayaal Rakhte Ho.......!
Laboon Par Aik Hi, Sawaal Hai Zaahir.......!
Kaho Na Hum Se, Kitna Pyaar Karte Ho.......!
Tumhaare Bin Zindagi To, Zindagi Hi Nahi.......!
Dil Mein Jagah Itni, Khaas Rakhte Ho.......!
Lagta Nahi Ye Dil, Ab Tum Bin.......!
Jaana Qayamat Si, Misaal Rakhte Ho

Chalay Janey Do US Bewafa Ko
Chalay Janey Do US Bewafa Ko Kisi Ghair Ki Bahon Main WASSI
Jo Itni Chahat k bd Bhi Mera na huwa Wo Kisi Or ka Kiya Hoga.!
Jo Itni Chahat k bd Bhi Mera na huwa Wo Kisi Or ka Kiya Hoga.!
میں نے تم سے تمہیں مانگا
میں نے تم سے تمہیں مانگا
تو تم مسکرادیئے
تم یہ بھی تو کہہ سکتے تھے
کہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
اپنی چیزیں مانگا نہیں کرتے۔ ۔
تو تم مسکرادیئے
تم یہ بھی تو کہہ سکتے تھے
کہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
اپنی چیزیں مانگا نہیں کرتے۔ ۔
Aye Larki suno,
22:14 |
Labels:
Aye Larki suno,
Love Poetry,
Mohhabat Poetry,
My favourite Poetry,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
Aye Larki suno,
Tumhari dilruba ankhien
Jab sharam se jhukti hain
Tumharay hontoon ki hidat se
Tumharay ghaal ki lali
Mujhe sab kuch batati hai
Tumhien kitni mohabbat hai
Tumhien kis ki zaroorat hai
Magar ik ihsaas hota hai
Rishte kitne bhi sache hoon,
Jana hi muqadar hai
Ghardi bhar ki mulaqatien,
samjho to ghaneemat hai!!!!!!!
Yaadai’n jaag jati hyn, Barisho’n k mausam main
Yaadai’n jaag jati hyn
Barisho’n k mausam main
Har ghari satati hyn
Barisho’n k mausam main
Shaambhi kisi surat
Chain se nahi kat’ti
Subhai’n bhi satati hyn
Barisho’n k mausam main
Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey
Aankhai’n bheeg jati hyn
Baarisho’n k mausam main
Barisho’n k mausam main
Har ghari satati hyn
Barisho’n k mausam main
Shaambhi kisi surat
Chain se nahi kat’ti
Subhai’n bhi satati hyn
Barisho’n k mausam main
Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey
Aankhai’n bheeg jati hyn
Baarisho’n k mausam main
KOI TO HOTA….
KOI TO HOTA….
mai jis k dil ki kitaab benta
mai jis ki chahet ka khawab benta
mai hijr k mosem ki lembi raaton mein
yaad ben ker azaab benta
KOI TO HOTA…..
jo meri khawahish mein uthh ker raaton ko khoob rota
dukhon ki chader lapeit ker hajoom_e_dunya se door hota
mai rooth jata manata mujh ko
k chahe mera kasoor hota

suno asa soocha nahi kerna.
Wafa ruswa nahi karna…
Suno aisa nahi karna
Mai pehle hi akela hu
Muje tanha nhi karna,
Judai aa b jaye to
Ye dil chota nhi karna
Bohat musroof ho jana
Muje socha nhi karna,
Barosa b zarori hai
Magar sub ka nhi karna
Muqadar to muqadar hai
kabi shikwa nahi karna
Meri takmeel tum se hai
muje adha ni karna
suno asa soocha nahi kerna.
Suno aisa nahi karna
Mai pehle hi akela hu
Muje tanha nhi karna,
Judai aa b jaye to
Ye dil chota nhi karna
Bohat musroof ho jana
Muje socha nhi karna,
Barosa b zarori hai
Magar sub ka nhi karna
Muqadar to muqadar hai
kabi shikwa nahi karna
Meri takmeel tum se hai
muje adha ni karna
suno asa soocha nahi kerna.
” The MOST CRITICAL MOMENT IN LIFE ”
when someone very special hurts u so deeply,
causes tears in ur eyes.
and ask,”What Happend”?
but u just reply,
“NOTHING”
My love 4u is unconditional
My love 4u is real
My love 4u is something
so incredible to feel
Holding u on those summer nights
Feeling ur soft kiss with the sun
My love for u is something
that never once had to be won
I love u with the passing days
and with those we have not seen
ur the one in all my thoughts
in all my living dreams
ur the one whose hand is in mine
Whose lips I can’t ignore
u are my life, my world, my love
Koi tumse puche kon hoon main?
Koi tumse puche kon hoon main
Tum keh dena koi khaas nahi
Ek dost hai kacha paka sa
Ek jhoot hai aadha sacha sa
Ek khuwab adhoora poora sa
Ek phooL hai rookha sookha sa
Ek sapna hai bin socha sa
Ek apna hai an dekha sa
Ek rishta hai an jana sa
Haqiqat men afsana sa
Kuch pagaL sa deewana sa
Bas ek bahana achha sa
Jeevan ka aisa sathi hai
Jo door ho k bhi paas nhi
Koi Tumse puche kon hoon main?
Tum keh dena koi khaas Nahi.
Tum keh dena koi khaas nahi
Ek dost hai kacha paka sa
Ek jhoot hai aadha sacha sa
Ek khuwab adhoora poora sa
Ek phooL hai rookha sookha sa
Ek sapna hai bin socha sa
Ek apna hai an dekha sa
Ek rishta hai an jana sa
Haqiqat men afsana sa
Kuch pagaL sa deewana sa
Bas ek bahana achha sa
Jeevan ka aisa sathi hai
Jo door ho k bhi paas nhi
Koi Tumse puche kon hoon main?
Tum keh dena koi khaas Nahi.
Aaj Achaank Hatheliii par ek Aansu TapKaa
Aaj Achaank Hatheliii par ek Aansu TapKaa
Mene us se pouchaa Ay Aansu tUu kyu bhaar aYaa ?
Wo0 bolaa Aaj koi teri Ankho0n me itna Basa hai k
mai Apni jaga he nhe bana payaaa ...!!
Mene us se pouchaa Ay Aansu tUu kyu bhaar aYaa ?
Wo0 bolaa Aaj koi teri Ankho0n me itna Basa hai k
mai Apni jaga he nhe bana payaaa ...!!
Mein kesay aur ke hoon itnabata kar Roye
07:34 |
Labels:
Love Poetry,
Mein kesay aur ke hoon itnabata kar Roye,
My favourite Poetry,
Romantic Poetry
Mein kesay aur ke hoon itnabata kar Roye
Wo mujy mehndi lagy hath dikha kar Roye
Umer bhar ke judai ka khyal aaya tha shaid
Wo mujy apny pass dair takbitha kar Roye
Khat kitaben wo payar k Tohfy
Mohabbat ke sab nishanian jala kar Roye
Tuhmari de hui sab cheezien uttar le gai
Wo mujy saij pe sajy zaver dikha kar Roye
Ab k na sahe zurur hasher mein milen gay
Yaukja hony k dilasy dila kar Roye
Mugh se ziada bicherny ka gham isy tha
Waqt-e-Rukshti wo mujy seeny se laga kar Roye
masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai..
07:21 |
Labels:
masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai..,
Mohhabat Poetry,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai..
kagaj ki haveli hai, baarish ka zamaana hai..
kya shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-zamana hai..
awaz bhi jakhmi hai aur wo geet bhi gana hai..
uss per utrne ki umeed bahut kam hai..
kashti bhi puraani hai, tufaan bhi aana hai..
samajhe ya na samjhe wo andaaz-e-mohabbat ka..
bheegi hui ankho se ek sher sunaana hai..
bholi si ada, koi fir ishq ki jid par hai..
fir aag ka dariya hai.. aur doob hi jana hai …
Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey...
Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey
Khud Bhi Roya Woh Buhat Ham Se Kinara Karkey
Sochta Rehta Hoon Tanhai Main Anjam-E-Khuloos
Phir Usi Jurm-E-Mohabbat Ko Dobara Karkey
Jagmaga Di Hain Terey Shehrer Ki Galiyan Main Ne
Apney Askhon Ko Palkon Pe Sitara Karkey
Dekh Letey Hain Chalo Hosla Apne Dil Ka
Aur Kuch Roz Tere Saath Guzara Karkey
Aik Hi Sheher Main Rehna Hai Magar Milna Nahi
Dekhtey Hain Yeh Aziyat Bhi Gawara Karkey

No matter how many times you put me down..
No matter how many times you put me down..
No matter how many times you tell me you dont love me..
No matter how you raise that wall between us..
& forget every inch of our memories
I wont lose my heart i wont cry in vain
I will wait till that day looms you realize you cant find someone like me..!!

Bohut totey howey hain hum
Bohut totey howey hain hum
Abhi Dastuk nahi dena!
Abhi Ankh hay Purnam
Abhi Dastuk nahi Dena!!
Mere Yar Abhi kuch Din mere Ahwal Mat Pocho
abHi Dil maiN hain kaYe Ghum
Abhi Dastak Nahi deNa!!
Shab-e-Tanhai main Tarapna hAy buhat mujhkO
Abhi hay Dard kuch madham abhi Dastak nahi Dena

AHL-E-DIL Youn bhi nibah lete hain,
AHL-E-DIL Youn bhi nibah lete hain,
Dard seene mein chupa lete hein,
Dil ki mehfil main ujaalon k liye,
Yaad ki shama jala let hain,
Jalte mausum main bhi ye DEEWANE,
Kuch haseen phool khila lete hain,
Apni aankhon ko bana kar ye zubaan,
Kitne afsane suna lete hain,
Jin ko jeena hai Mohabbat k liye,
Apni hasti ko mita lete hain,
AHL-E-DIL youn bhi nibah lete hain,
Dard seene main chupa lete hain...
Shakal us ki thi dilbaron jaisi....
Shakal us ki thi dilbaron jaisi
Khu thi lykin sitam garon jaisi
.
Us ke lab they sakoot ke dariya
Us ki ankhen sukhanwaron jaisi
.
Meri parwaz-e-jan main hayel hai
Sans totay hue paron jaisi
.
Dil ki basti main ronaqen hain magar
Chand ujraye hue gharon jaisi
.
Kon daikhay ga ab saleebon par
Suratain wo Paighambaron jaisi
.
Meri duniya ke badshahon ki
Adatain hain gadagaron jaisi
.
Rukh pe sehra hain piyas ke Mohsin
Dil main lehrain samundaron jaisi…!
Usne kaha – ” Tum Me Pehle Jaisi Baat Nahi”
Usne kaha – ” Tum Me Pehle Jaisi Baat Nahi”
Mene Kaha – ” Zindagi Me Tera Saath Jo Nahi.”
Usne Pucha – “Ab bhi Kisi Ki Aankho Me Doob Sakte Ho.”
Mene kaha – “Kisi Ki Aaankho Me Wo Baat Nahi. ”
...
Usne pucha – “Kyun Itna Tootkar bhi Chaha Mujhe ?”
Mene Kaha – ” Insaan Hoon, Koi Pathar Jaat Nahi.”
Usne Pucha – “Kya Bewafa Hoon Me ?”
Mene Kaha – “Mujhe Ab Wafa ki Talash Nahi.”
Usne Kaha – “Bhool Ja Mujhe Ab !”
Mene Kaha – “Tum Haqiqat Ho Koi Khwaab Nahi.
~*Apne Ehsaas se Choo kar mujhay sandal kar do, Main ke sadion se Adhoora hoon Mukamal kar do
02:27 |
Labels:
~*Apne Ehsaas se Choo kar mujhay sandal kar do.,
Love Poetry,
My favourite Poetry,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
~*Apne Ehsaas se Choo kar mujhay sandal kar do
Main ke sadion se Adhoora hoon Mukamal kar do
Na tumhain hosh rahe na Mujhay hosh rahay
Is Qadar toot ke Chaho, Mujhay pagal kar do
Is ke Saiy mein meray Khawab dahak uthay gey
Meray chehray pe chamakta howa aanchal kar do
Tum apni hateeli ko meray pyar ki mehndi say rango
Apni ankhooon main meray nam ka kajal kerr do
Dhoop hi dhoop hon main toot k berso muj per
Main to sehra hon mujhey pyar ka badal ker do
Masla hoon tu na Churaao nigahain mujh se
Apni chahat se tawajha se mujhay hal kar do
Apnay hontoon say koi moher lagao muj per
Aik nazer pyar say dekho mujhey ghayal ker do*~

kaash mein terey haseen haath ka kungan hota
02:19 |
Labels:
kaash mein terey haseen haath ka kungan hota,
Love Poetry,
Mohhabat Poetry,
My favourite Poetry,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
kaash mein terey haseen haath ka kungan hota
Toou baRay chaao se, barey maan ke saath
apni nazuk si kalaai mein chaRhati mujh ko
aur betaabi se furqat ke khizaaN lumhooN meiN
Too kissi soch meiN doobi jo ghumaati mujh ko
Mein terey haath ki khusboo se mehek sa jata
Jab kabhi mood mein aa kar mujhey chooma karti
Terey honton ki mein hiddat se dehek sa jata
Raat ko jub bhi tu neendon ke safar par jati
Murmareen haath ka ek takiya banaya karti
Mein terey kaan se lug kar kai baatein karta
Teri zulfon ko terey gaal ko chooma karta
Jub bhi tu bund qaba kholney lugti janaan
Apni aankhon ko terey husn se kheera karta
Mein teri rooh ke gulshan mein mehekta rehta
Mein terey jissem ke aangan mein khanakta rehta
Kuch nahin tu yahi be-naam sa bandhan hota
Kaash mein terey haseen haath ka kungan.

Main Din ko Kahon Raat Wo Iqraar Kry.
Main Din ko Kahon Raat Wo Iqraar Kry.
Mujhko Hasrat hai Koi Youn Bhi Mujhe Piyaar Kry
Meri Khatir Wo Sahy Dunya ke Ta’ny , Dhaky
Nangy Pairon se Wo Seharaoun ke Kanty Chakhy.
Mujhko Paany Ke Liye June k Rozy Rakhy.
Main Hon Dewana, Wo Dewno Sa Izhaar Kry

Mohabbat phir mohabat hai.....
Mohabbat phir mohabat hai?
Kabhi dil se nhi jaati,
Hazaron rang hain is k,
Ajab hi dhang hain is k,
Kabhi sehra, kabhi darya,
Kabhi jugnu, kabhi aansu,
Hazaron roop rakhti hai,
Badan jhulsa k jo rakh day,
Kabhi wo dhoop rakhti hai,
Kabhi ban ker ye ek jugnu,
Shab-e-gham k andheron mein,
Dilon ko aas deti hai,
Kabih manzil kinaarey per,
Piyasa maar deti hai,
Azziyat hi azziyat hai,
Magar ye bhi haqiqat hai,
Mohabat phir mohabat hai,
Kabhi dil se nhi jaati?.
Kabhi dil se nhi jaati,
Hazaron rang hain is k,
Ajab hi dhang hain is k,
Kabhi sehra, kabhi darya,
Kabhi jugnu, kabhi aansu,
Hazaron roop rakhti hai,
Badan jhulsa k jo rakh day,
Kabhi wo dhoop rakhti hai,
Kabhi ban ker ye ek jugnu,
Shab-e-gham k andheron mein,
Dilon ko aas deti hai,
Kabih manzil kinaarey per,
Piyasa maar deti hai,
Azziyat hi azziyat hai,
Magar ye bhi haqiqat hai,
Mohabat phir mohabat hai,
Kabhi dil se nhi jaati?.
Mohabbat Farz Jaisi Hai,Nibhaana Seekh Jaoge
Mohabbat Farz Jaisi Hai
Nibhaana Seekh Jaoge
Dilo Pe Qarz Jaisi Hai
Chukaana Seekh Jaoge
Labo Pe Phool Jaisi Hai
Khilaana Seekh Jaoge
Nazar Mein Aag Jaisi Hai
Lagaana Seekh Jaoge
Tum Tak Faasla Jo Hai
Mitaana Seekh Jaoge
Kabhi Jo Dil Mein Aa Beithe
Zamaana Bhool Jaoge
Nibhaana Seekh Jaoge
Dilo Pe Qarz Jaisi Hai
Chukaana Seekh Jaoge
Labo Pe Phool Jaisi Hai
Khilaana Seekh Jaoge
Nazar Mein Aag Jaisi Hai
Lagaana Seekh Jaoge
Tum Tak Faasla Jo Hai
Mitaana Seekh Jaoge
Kabhi Jo Dil Mein Aa Beithe
Zamaana Bhool Jaoge
Mujhe acha sa lagta hai, tumhi ko dekhte rehna.
❝Mujhe acha sa lagta hai,
tumhi ko dekhte rehna.
Tumhi ko sochte rehna,
tumhi ko sunte rehna.
Bohat gehre khayalon mein,
khwabon mein, sawalon mein.
Mohabbat ke hawalon mein,
tumhara naam aa jaana.
Mujhe acha sa lagta hai,
tumhare sang sang chalna.
Wafa ki aag mein jalna,
tumhe naaraz kar dena.
Kabhi khud bhi rooth jaana,
tumhari berukhi pe bhi tumhari aarzoo karna.
Khud apne dil ki dhadkan se,
tumhari guftgu karna,
mujhe acha sa lagta hai.❞

Meri Chahat Ki Inteha Dekhni Hai
Meri Chahat Ki Inteha Dekhni Hai To Mery Dil Sy Dil Laga Kar Dek
Agar Tery Dil Ny Dharkhna Na Choor Diya To Meri Chahat Ko Tuhkra Dena..!!
Tujhe Zindagi Ka Shaor Tha Tera Kiya Bana...???
00:40 |
Labels:
My favourite Poetry,
Romantic Poetry,
Shaor Tha Tera Kiya Bana...???,
Tujhe Zindagi Ka,
Urdu Ghazal
Tujhe Zindagi Ka Shaor Tha Tera Kiya Bana...???
Tu Khamosh Q Hai Mujhey Bata Tera Kiya Bana...???
Wo Jo Naseeb Se Teri Jang Thi Meri Bhi to Thi...
Main To Kamiyab Na Ho Saki Tara Kiya Bana...???
...
Nai Manzilon Ki Talash Thi So Bichar Gaye...
Main Bichar K Tujh Se Bhatak Gaye Tera Kiya Bana...???
Main Muqabley Main Shareeq Thi Faqt Iss Liye...
Koi Mujh Se Aa K Ye Pouchta Tera Kiya Bana...???
Mujhey Ilm Tha K Shikast Mera Naseeb Hai...
Tu Umeed Waar tha Jeet Ka Tera Kiya Bana...???

Tare Andaaz_e_Wafa Say Pata ChaL Raha hai …MOhSin… K tm Humain Dheeray Dheeray BhooltaY Jaa Rahay Ho
Tare Andaaz_e_Wafa Say Pata ChaL Raha hai …MOhSin…
K tm Humain Dheeray Dheeray BhooltaY Jaa Rahay Ho
K tm Humain Dheeray Dheeray BhooltaY Jaa Rahay Ho
Koi waqt purana yaad aaya Koi dost suhana yaad aaya
00:32 |
Labels:
aaya,
Koi waqt,
Love Poetry,
My favourite Poetry,
purana yaad,
Romantic Poetry,
Sad Poetry,
Urdu Ghazal
Koi waqt purana yaad aaya
Koi dost suhana yaad aaya
Koi dost suhana yaad aaya
Or chaak se in divaaron par
Khuch likh kar jana yaad aaya
Tera milna neem ki chhaon mein
Aur sir rakh dena kandhe par
Mera ye kehna koi daikh na le
tera wo ghabrana yaad aaya
Kabhi aisa bhi to hota tha
main tujh ko chorne jata tha
Jab wapas aane lagta tha
tera haath hilana yaad aaya
Wo waqt gia lamhe beet gae
ab har janib tanhai hai
Ab aik hai manzar aankhon mein
Tera chor ke jana yaad aaya..
Tera milna neem ki chhaon mein
Aur sir rakh dena kandhe par
Mera ye kehna koi daikh na le
tera wo ghabrana yaad aaya
Kabhi aisa bhi to hota tha
main tujh ko chorne jata tha
Jab wapas aane lagta tha
tera haath hilana yaad aaya
Wo waqt gia lamhe beet gae
ab har janib tanhai hai
Ab aik hai manzar aankhon mein
Tera chor ke jana yaad aaya..
Kitni saada, Kitni pyari
Kitni pyari
Kaanch ki choorhi jesi larhki
College k kamry mein bethi
Janay kya kuch soch rahi thi
Main bhe Oss k pas hee betha
Oss ko ghoor se dekh raha thaa
Kiya Qissa hai?
Main ne pocha?
Oss ki ankhein bheeg gaein
Dheemi si awaaz mein boli
Dekho?.. ?
“Chorhi toot gai”…
kabhi jo hum nahi hoon gy, kaho kis ko batao gy,
22:01 |
Labels:
batao gy,
hum nahi hoon gy,
kabhi jo,
kaho kis ko,
Mohhabat Poetry,
My favourite Poetry,
Romantic Poetry,
Sad Poetry
kabhi jo hum nahi hoon gy,
kaho kis ko batao gy,
wo apni uljahnain sari,
wo becheni main dooby pal,
wo ankhon main chupe ansu,
kise phir tum dikhao ye,
kabhi jo hum nahi hoon gy,
bohat bechain ho gy tum,
bohat tenha reh jao gy,
abhi b tum nahi sumjhe,
hamari unkahi batein,
mager jub yaad aayen gy,
bohat tum ko rulayen gy,
bohat chaho gy phir b tum,
humein na dhoond pao gy,
kabhi jo hum nahi hoon gy..
kaho kis ko batao gy,
wo apni uljahnain sari,
wo becheni main dooby pal,
wo ankhon main chupe ansu,
kise phir tum dikhao ye,
kabhi jo hum nahi hoon gy,
bohat bechain ho gy tum,
bohat tenha reh jao gy,
abhi b tum nahi sumjhe,
hamari unkahi batein,
mager jub yaad aayen gy,
bohat tum ko rulayen gy,
bohat chaho gy phir b tum,
humein na dhoond pao gy,
kabhi jo hum nahi hoon gy..
Chiragh o Aftaab Gum, Bari Haseen Raat Thi Shabab Ki Nqaab Gum, Bari Haseen Raat Thi
21:43 |
Labels:
Bari Haseen Raat Thi,
Bari Haseen Raat Thi Shabab Ki Nqaab Gum,
Chiragh o Aftaab Gum,
Love Poetry,
Mohhabat Poetry,
My favourite Poetry,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
Chiragh o Aftaab Gum, Bari Haseen Raat Thi
Shabab Ki Nqaab Gum, Bari Haseen Raat Thi
Mujhe Pila Rahe The Wo Ke Khud Hi Shamaa Buh Gayi
Gilaas Gum Sharaab Gum, Bari Haseen Raat Thi
Likha Tha Jis Kitaab Mein, Ke Ishq To Haraam Hai
Hui Wohi Kitaab Gum, Bari Haseen Raat Thi
Labo'n Se Lab Jo Mil Gaye, Labo'n Se Lab Jo Sil Gaye
Sawaal Gum Jawaab Gum, Bari Haseen Raat Thi

hawa thami thi zaroor lakin bari hi mudaat guzar chuki thi
21:28 |
Labels:
bari,
chuki,
guzar,
hawa thami thi,
hi mudaat,
Love Poetry,
Mohhabat Poetry,
My favourite Poetry,
Romantic Poetry,
thi,
Urdu Ghazal,
zaroor lakin
hawa thami thi zaroor lakin.........
hawa thami thi zaroor lakin
bari hi mudaat guzar chuki thi
who shaam bhi jaise sisuk rahi thi
k zard patton ne aandhion se
ajab Qissa suna diya tha
k jisko sun kar tamaam patte sisak rahe thay
bilak rahe thay
jane kis sanihe k ghum mein
shajar jarron se ukhaar chuke thay
bohat talasha thahum ne tumkohar ek rasta
har ek waadi
har ek parbat
har ek ghaati
magar kahein se teri khabar nahi aayi
to ye keh ke hum ne dil ko taala
hawa thame gayi to dekh lein gay
hum us ke raston ko dhond lein gay
mager humari yekhush khyali
jo hum ko barbaad kar gayi thi
hawa thami thi zaroor lakin
bari hi mudat guzar chuki thi
humare baloon ke jangloon mein
safaid chandni utar chuki thi
falk pe tare nahi rahe thay
gulab sare nahi rahe thay
wo jin se basti thi dil ki basti
wo log sare nahi rahe thay
magar ye almiya sab se bala tar tha
k hum tumhare nahi rahe thay
k tum humare nahi rahe thay
hawa thami thi zaroor lakin
bari hi mudaat guzar chuki thi
feel someone stands beside me but no one is there ..
21:20 |
Labels:
feel someone,
Feelings,
is there ..,
Love Poetry,
me but n,
o one,
Romantic Poetry,
stands beside
feel someone stands beside me but no one is there ..
.
someone is holding me but nobody fits my hand ..
.
someone is wiping my tears but no one touches my face ..
.
someone is calling my name, when i look around , i don't see anyone ..
.
I shouted
"Who ARe You ?"
.
.
then i saw a leaf falling ..
.
.
i've realized , im looking around , yet not looking above ..
.
.
GOD never leaves me though at times I almost forgot HIM ..

Subscribe to:
Posts (Atom)
Copy Right Poetry Loverx 2012. Powered by Blogger.