Every day, Every time, Every
where
I may not be with you
But My thinking, My care,
My prayers, and My love
always with you ♥——
Oss Ny Mujh Se pOcha MafhOom-E-GhafLat Fehmi Kya Hay
00:38 |
Labels:
MafhOom-E-GhafLat Fehmi Kya Hay,
Oss Ny Mujh Se pOcha,
Romantic Poetry,
Two lines poetry
Oss Ny Mujh Se pOcha MafhOom-E-GhafLat Fehmi Kya Hay
Main MuskUra K bOla Tum Se UmeeD-E-waFa KarNa..!!!
Main MuskUra K bOla Tum Se UmeeD-E-waFa KarNa..!!!
Lamhun ki khata ki thi, Sadyun ki saza pai.....
Ik pal main howay us k, phir umro'n hijar jheela,,,,,
Lamhun ki khata ki thi, Sadyun ki saza pai.....
Lamhun ki khata ki thi, Sadyun ki saza pai.....
Tum kehti ho…… Tuhain pholon se buhabbat hai,
Tum kehti ho……
Tuhain pholon se buhabbat hai,
Par jub phol khelte hain unhain toor leti ho,
Tum kehti ho……
Tumhain barish se muhabbat hai,
Par jub barish hoti hai tum chupti pherti ho,
Tum kehti ho……
Tuhain hawaon se buhabbat hai,
Par jub hawa chalti he tum khirkiyan bnd kr leti ho,
Main us waqt dar sa jata hon,
Jub tum kehti ho……
Mujhe tum se muhabbat hai…

Chalo Hum Maan Lete Hain,
Chalo Hum Maan Lete Hain,
Ye Duniya Jhoot Kehti Hai,
Tumhe Hum Se Nahi Ulfat,
Chalo Hum Maan Lete Hain,
Tumhari Be"Qrari Ki, Wajha Kuch Aur Hi Hogi,.
Nigaahen Mujse Milte Hi Tumhare Muskrane Ka Sabab Kuch Aur Hi Hoga,
Jise Km"Fehm Logon Ne, Mohabbat Naam De Daala,
Mgr Itna Bataa Do Tum,
Bicharte Waqt Jan-E-Jaan.
Palat Kr Dekh K Hum Ko,
Tumhari Jheel Si Aankhen,
Chalakti Ja Rhi Thi Kyun…??
Hamain Tarpaa Rahi Thi Kyun…….??'

Kitna Janta Hoga Wo Shakhs Mere Bare Me....
Kitna Janta Hoga Wo Shakhs Mere Bare Me....
Mere Muskurane Pe Jisne Puch Liya k Tum Udas kyu ho.......... ♥.
Mere Muskurane Pe Jisne Puch Liya k Tum Udas kyu ho.......... ♥.
Main nay iss toor say chaha tujhay aksar jana'n,,,,jaisay pathar k kalaijay say kiran pothtee hay
jaisay mehtab ko bay antt samandar chahay !!
jaisay sooraj ki kiran seep k DIL main utray
jaisay khushboo ko hawa rang say hat ker chahaay
jaisay pathar k kalaijay say kiran pothtee hay
jaisay gunchay khulay musam say hina mangtay hain
jaisay khabou'n main khayalou'n ki kama'n toot tee hay
jaisay barish ki DUA aabla paa mangtay hain !!
maira har khab mairay sach ki gawahi day ga
wusat_e_deed nay tujh say tairee khahish ki hay
mairee sochoun main kabhi daikh sarapa apna !
main nay duniya say alag tairee parastish ki hay
khahish_e_deed ka musam kabhi dundhla jo hua
nooch dali hain zamanoun ki naqabain main nay
tairee palkoun pay utartee hoie subhoun k liye
tood dali hain sitaroun ki tanabain main nay !
Main nay chaha tairay husn ki gulzar fiza !
mairee ghazloun ki qataroun say dakhaktee jaye
main nay chaha k mairay fan k gulsita'n ki bahar
tairee aankhoun k gulaboun say mahaktee jaye
tay to ye tha k sajata rahay lafzoun k kanwal
mairay khamosh khayaloun main takalum taira
raqs kerta rahay bherta rahay khushboo ka khumar
mairee khahish k jazeeroun main tabasum taira
tu magar ajnabi mahool ki perwerda kiran !!
mairee bhujhtee hoie ratoun ko sehar kar na saki
tairee sansoun main maseehaie thee lekin tu bhi
chara_e_zakhm_e_deeda_e_tar kar na saki !!
tujh ko ahsas hi kab hay k kisi dard ka dagh
Aankh say dil main utar jaye to kiya hota hay ?
tu k seemab tabiyat hay tujhay kiya maloom ??
musam_e_hijr tahar jaye to kiya hota hay ??
Tu nay uss moor pay toda hay taluq k jaha'n
daikh sakta nahin koie bhi palay ker jana'n
abb ye alam ha k aankhain jo khulai'n ge apnee
yaad aye ga tairee deed ka manzar jana'n !!!
mujh say mangay ga tairay ahed_e_muhubat ka hisab
tairay hijra'n ka dahkta hua mahshar jana'n
yooun mairay dil k barabar taira gham aya hay
k jaisay shheshay k muqabil pathar jana'n !!
jaisay mahtab ko bay antt samandar chahay
main nay iss toor say chaha tujhay aksar jana'n
Kash Ham Ko Bhi Nazar Aa Jay Ek Totha Sitara
01:45 |
Labels:
Kash Ham Ko Bhi Nazar Aa Jay Ek Totha Sitara,
Love Poetry,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
Kash Ham Ko Bhi Nazar Aa Jay Ek Totha Sitara
Ham Un Ko Mang Lay Ek Khuahish Ki Tamana Ki Terhaan
Wo Hame Mil Jay Ek Haseen Nazaray Ki Tarhan
Jin Ko Ham Dil Main Basa Kar Umar Guzare
Aik Khush Naseeb Ki Tarhan
Un Ki Yadoon Main Rooz Nikal Partay Hain
Shayad Wo Kabhi Nazar Aa Jay Ek Ajnabi Ki Tarhan
Us Ko Kabi Aati Bhi Nahi Hogi Meri Yaad
Jis Shakahs Say Har Lamha Mera Dhiyan Bandha Hain

Bari Bay Khuwab Hain Aankain Ye Meri Jagti Aankhain
Bari Bay Khuwab Hain Aankain
Ye Meri Jagti Aankhain
Tumhari Rah Takti Hain Aankain
Tumhe Wapis Bulati Hain
Zabaan Khamoosh Hai Lekin
Dil Sadein Deta Hai
Shayad Kabi Tum Aao
Is Aas Main Hi Dharakta Hai
Mera Pyaar Tum Ko Bolata Hai
Ye Dil Tum Ko Bolata Hai
Suno................
Ab To Aao Naa
Ab To Aao Naa
Ye Meri Jagti Aankhain
Tumhari Rah Takti Hain Aankain
Tumhe Wapis Bulati Hain
Zabaan Khamoosh Hai Lekin
Dil Sadein Deta Hai
Shayad Kabi Tum Aao
Is Aas Main Hi Dharakta Hai
Mera Pyaar Tum Ko Bolata Hai
Ye Dil Tum Ko Bolata Hai
Suno................
Ab To Aao Naa
Ab To Aao Naa
Teri Khushboo Nahi Milti Tera Lahja Nahi Milta
Teri Khushboo Nahi Milti Tera Lahja Nahi Milta
Humain tu Shehar Main Koi Tere Jaisa Nahi Milta
Yeh Kaisi Dhundh Main Hum Tum Safar Kar Bethay
Tumhain Aankhain Nahi Milti Humain Chehra Nahi Milta
Tumbin Dil Nahi Lagta Tumhi Ko Yaad Karta Hai
Tumhara Naam Leta hai Bohat Samjati Hoon Is Ko
Magar Bechain Rehta Hai Mil Hi Jay Ga Kabi
Dil Ko Yakeen Rehta Hai Wo Isi Shahar Ki Galiyon Main Rehta Hai

Mohabbat Baksh Deti Hai Kabhi Raanaiyan Aisi,
01:38 |
Labels:
badsht,
Love Poetry,
Mohabbat Baksh Deti Hai Kabhi Raanaiyan Aisi,
Mohhabat Poetry,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
Kabhi Raanaiyan Aisi,
Ke Jaise Dhoop Ke Hote
Kabhi Badal Baras Jaye
Ke Jaise Bin Kahe Koi
Kahin Dil Mein Utar Jaye
Kahin Pariyon Ki Waadi Mein,
Bade Se Takht Par Baithe
Koi Phoolon Ke DaMan Se
Koi Rangon Ke Aanchal Se,
Saron Par Saayebaan Kar De,
Mohabbat Baksh Deti Hia,
Kabhi Tanhaiyan Aisi
Ke Jaise Aag Si Barse
Jo Sara Tan Jala Rakhe,
Ke Jaise Dhoop Ke Honthonko
Shole Phir Jala Baithe,
Ke Jaise Raste Mein Hi
Koi Raahi Bhatak Jaye,
Ke Jaise Man Ke Andar Kuch,
Achanak Se Toot Sa Jaye,
Ke Jaise Dil Pighal Jaye
Mohabbat Kya Hai Phir Socho
Kya Ra'anai Ya Tanhayi???
Koi tumse pooche kaun hoon main, Tum keh dena koi khaas nahi.
03:13 |
Labels:
badsht,
Koi tumse pooche kaun hoon main,
Love Poetry,
Romantic Poetry,
Sad Poetry,
Tum keh dena koi khaas nahi.,
Urdu Ghazal
Koi tumse pooche kaun hoon main,
Tum keh dena koi khaas nahi.
Ek dost hai kaccha pakka sa,
Ek jhooth hai aadha saccha sa.
Jazbaat ko dhanpe ek parda bas,
Tum keh dena koi khaas nahi.
Ek dost hai kaccha pakka sa,
Ek jhooth hai aadha saccha sa.
Jazbaat ko dhanpe ek parda bas,
Ek bahana hai accha sa.
Jeevan ka ek aisa saathi hai,
Jo door ho ke pass nahin.
Koi tumse pooche kaun hoon main,
Tum keh dena koi khaas nahi.
Hawa ka ek suhana jhonkha hai,
Kabhi najuk toh kabhi tufaano sa.
Sakal dekh kar jo nazrein jhuka le,
Kabhi apna toh kabhi begaano sa.
Zindgi ka ek aisa humsafar,
Jo samandar hai, par dil ko pyaas nahi.
Koi tumse pooche kaun hoon main,
Tum keh dena koi khaas nahi.
Ek saathi jo ankahi kuch baatein keh jaata hai,
Yaadon me jiska ek dhundhla chehra reh jaata hai.
Yuh toh uske na hone ka kuch gam nahin,
Par kabhi-kabhi aankho se ansu ban ke beh jaata hai.
Yuh rehta toh mere tassavur me hai,
Par in aankho ko uski talaash nahi.
Koi tumse pooche kaun hoon main,
Tum keh dena koi khaas nahin....

Barish Ki Barasti Boondon Ne Jab Dastak Di Darwaze Par ~
03:09 |
Labels:
badsht,
Barish Ki Barasti Boondon,
Love Poetry,
Mohhabat Poetry,
Ne Jab Dastak Di Darwaze Par ~,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
Barish Ki Barasti Boondon Ne Jab Dastak Di Darwaze Par ~
Mehsus Hua Tum Aaye Ho, Andaaz Tumhare Jesa Tha ~
Hawa K Halke Jhonke Ki Jb Aahat Payee Khirki Pr ~
Mehsus Hua Tum Guzre Ho, Ehsaas Tumhare Jesa Tha ~
Mein Ne Girti Boondon Ko Rokna Chaha Haathon Pr ~
Aik Sard Sa Phir Ehsaas Howa, Wo Lams Tumhare Jesa Tha ~
Tanha Main Chali Phir Barish Me, Tab Ek Jhonke Ne Saath Diya ~
Main Samjhi Tum Ho Saath Mere, Wo Saath Tumhare Jesa Tha ~
Phir Ruk Gai Wo Barish Bhi Rahi Na Baqi Ahat Bhi ~
Main Samjh Mujhe Tum Chorr Gaye, Andaz Tumhare Jesa Tha~

Yeh Meri Aqeedat-e-Be_Sabar, Yeh Meri Ibadat-e-Be_Samar,
02:47 |
Labels:
badsht,
Love Poetry,
Romantic Poetry,
Two lines poetry,
Yeh Meri Aqeedat-e-Be_Sabar,
Yeh Meri Ibadat-e-Be_Samar
Yeh Meri Aqeedat-e-Be_Sabar, Yeh Meri Ibadat-e-Be_Samar,
Mujhe Mere Dawah-e-Ishq Ne, Na Sanam Diya, Na Khuda Diya..
Behky behky howe andaz-e-byan hoty hain…
23:50 |
Labels:
badsht,
Behky behky howe andaz-e-byan hoty hain…,
Love Poetry,
My favourite Poetry,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
Behky behky howe andaz-e-byan hoty hain…
Ap hoty hain to phir hosh kahan hoty hain…
Hont paband hain mafoom byan hoty hain…
Koi samjhy to ye Aansu bhi zuban hoty hain…
Yaad hai teri nigahon ka badalna mujh ko…
Aisy andaz qyamat mein kahan hoty hain…
Q shab-e-gham na jalaon teri yadon k chiragh…
Un se roshan meri manzil k nishan hoty hain…
Gham hai baqi to kisi rooz khushi bhi ho gi…
Phool bhi khaak k pehlu mein jawan hote hain…

Woh Kagaz ki Kashti..Woh Baarish ka Pani
Woh Kagaz ki Kashti..Woh Baarish ka Pani
ye daulat bhii le lo, ye shoharat bhii le lo
bhale chhiin lo mujhase merii javaanii
magar mujhako lautaa do bachapan kaa saavan
vo kaagaz kii kashtii, vo baarish kaa paanii
muhalle kii sabase nishaanii puraanii
vo budhiyaa jise bachche kahate the naanii
vo naanii kii baaton mein pariyon kaa deraa
vo chahare kii jhuriryon mein sadiyon kaa pheraa
bhulaae nahiin bhuul sakataa hai koi
vo chhotii sii raaten vo lambii kahaanii
kadii dhuup mein apane ghar se nikalanaa
vo chidiyaa vo bulabul vo titalii pakadanaa
vo gudiyaa kii shaadii mein ladanaa jhagadanaa
vo jhuulon se giranaa vo gir ke sambhalanaa
vo piital ke chhallon ke pyaare se tohafe
vo tuutii hui chuudiyon kii nishaanii
kabhii ret ke unche tiilon pe jaanaa
gharaunde banaanaa banaake mitaanaa
vo maasuum chahat kii tasviir apanii
vo kvaabon khilaunon kii jaagiir apanii
na duniyaa kaa gam thaa na rishton ke bandhan
badii khuubasuurat thii vo zindagaanii

hum gazal mein tera charcha nahi hone dete
07:40 |
Labels:
badsht,
hum gazal mein tera charcha nahi hone dete,
Love Poetry,
Romantic Poetry,
Urdu Ghazal
hum gazal mein tera charcha nahi hone dete
teri yadon ko bhi rusava nahi hone dete
kuch to hum khud bhi nahi chahate shoharat apni
aur kuch log bhi aisa nahi hone dete
azamaten apne charagon ke bachane ke liye
hum kisi ghar mein ujala nahi hone dete
mujhko thakane nahi deta ye zaroorat ka pahad
mere bache mujhe budha nahi hone dete

Phir Neend Bhala Kab Aati Hai? Jab Neend Se Ankhain Bojhal Hon,
07:26 |
Labels:
badsht,
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai? Jab Neend Se Ankhain Bojhal Hon,
Romantic Poetry,
Sad Poetry,
Urdu Ghazal
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai?
Jab Neend Se Ankhain Bojhal Hon,
Aur Apne Aankh Se Ojhal Hon,
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai?
Jab Dil Mein Basne Waale Bhi,
Aur Saath Mein Hasnay Walay Bhi,
Jab Door Khahin Wo Bastay Hon,
Kisi Aur Ke Sath Wo Hanstay Hon,
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai?
Jab Ghum Ki Raat Andhairi Ho,
Aur Us Mein Yaad Bhi TERI Ho,
Na Dil Mein Koi Ujala Ho,
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai?
Phir Neend bhala kab ati ha..?
Subscribe to:
Posts (Atom)
Copy Right Poetry Loverx 2012. Powered by Blogger.