back back back
Wo hanse to sirf mere liye..Wo roye to sirf mere liye..
11:30 |
Labels:
Love Poetry,
Mohhabat Poetry,
Romantic Poetry,
Two lines poetry,
Wo hanse to sirf mere liye..Wo roye to sirf mere liye
Wo hanse to sirf mere liye..Wo roye to sirf mere liye..
Ye hasraten b ajeeb hain..Ye khuwahishen b shadeed hain..!!!
Ye hasraten b ajeeb hain..Ye khuwahishen b shadeed hain..!!!
Mary Mehrban (Mary Mehrban OST)
10:59 |
Labels:
Mary Mehrban OST,
Mary Mehrban Song,
Mary MEhrLyrics,
My favourite Poetry,
Sad Poetry,
Urdu Ghazal
Akali rah pay Jahan nay
Hazar Zulam khye
kabi Tamsha banya
kabi Fareeb diye
Magar Malal,na shikwa
Na koi Parwa ha
Mujy Yakeen he kafi ha
To he mary lie ha.
Wo Jo Tinka Tinka urah gaye
Koi Dard-o-gum ki hawain thin
Mari Bandgi main thi kay Kammi?
Mary Wasy jo Sazain thi..
Mari Zindgi Main jo dukh likhy
Mary Mola..! kay wo khatian thin??
Jinain Ansoo mian peroya tha..
Wo mari adhuri Duaain thi..
Na mari Zameen,Na mera Asman..
To Apny Karm ka dikha day Nishan
Maary Mehrban,Mery Mehrban
Nai Jal rahy thy Diye jaha..
Waha Main nay Ankahin Jahli hain
Jaha doop tazz thi,door tak
Wha main nay palkain bechain han
Magar apni sari yah Chatain
Mujy Rass he nai aye hain.
Mary Apno ki wo Rafaqatain
Jo parye thi wo Parye han,
Kay,,To Asara,TO mera raaz-dan
To Apany Karam ka dikha day Nishan
Mary Mehrban,Mery Mehrban
Jisy Apny hony pay Nazz tha,
Wo Apni Zaat say Door tha.
Wha Bebasi ki hain Talkhain,
Jahan Kuwasho ka suror tha,
Ha Mery,Us k Naseeb main
Kabi Jiss Ki Ankho Main Noor tha,
Sabi Us ki Darkhain Chin gaye
Jisy Apny Dill Pay Garoor tha.
Kay to He Meta Day Garoor-e-Jahan
To Apany Karam ka dikha day Nishan
Mary Mehrban,Mery Mehrban
Mera Juram tha mera Bolna,
Kay Sitam tha,Lab Mera kholna
Keya main nay Gam Ka samna....
Para Dill ko Bhar-haa Thamna
Kery iss ko koi Beyan kay???
Nai Dard ki koi Inthaa..
Yah Magar Ha Wakt Ka Fasla
Kay,,,kabi Rayega na Gaye Wafa..
Kay..Charo tharaf Gum,
Sakoon darmyan...!
Na Haqeqaton Main Koi Kushi,
Na Koi Sakoon ha Kohaab Main..
Nazar Aye Lamha Najad ka..
Na Gunamain,Na Sawab Main
Wo Jo Payasa Rakhta tha Auro ko..
Woi Gumta ha Sayrab Main
Wo Jo Zulm Karta tha,Raat Din
Wo Para ha App Azab Main
Kay,,,To he Juka Day sub Sir Yaha,,
To Apany Karam ka dikha day Nishan
Hazar Zulam khye
kabi Tamsha banya
kabi Fareeb diye
Magar Malal,na shikwa
Na koi Parwa ha
Mujy Yakeen he kafi ha
To he mary lie ha.
Wo Jo Tinka Tinka urah gaye
Koi Dard-o-gum ki hawain thin
Mari Bandgi main thi kay Kammi?
Mary Wasy jo Sazain thi..
Mari Zindgi Main jo dukh likhy
Mary Mola..! kay wo khatian thin??
Jinain Ansoo mian peroya tha..
Wo mari adhuri Duaain thi..
Na mari Zameen,Na mera Asman..
To Apny Karm ka dikha day Nishan
Maary Mehrban,Mery Mehrban
Nai Jal rahy thy Diye jaha..
Waha Main nay Ankahin Jahli hain
Jaha doop tazz thi,door tak
Wha main nay palkain bechain han
Magar apni sari yah Chatain
Mujy Rass he nai aye hain.
Mary Apno ki wo Rafaqatain
Jo parye thi wo Parye han,
Kay,,To Asara,TO mera raaz-dan
To Apany Karam ka dikha day Nishan
Mary Mehrban,Mery Mehrban
Jisy Apny hony pay Nazz tha,
Wo Apni Zaat say Door tha.
Wha Bebasi ki hain Talkhain,
Jahan Kuwasho ka suror tha,
Ha Mery,Us k Naseeb main
Kabi Jiss Ki Ankho Main Noor tha,
Sabi Us ki Darkhain Chin gaye
Jisy Apny Dill Pay Garoor tha.
Kay to He Meta Day Garoor-e-Jahan
To Apany Karam ka dikha day Nishan
Mary Mehrban,Mery Mehrban
Mera Juram tha mera Bolna,
Kay Sitam tha,Lab Mera kholna
Keya main nay Gam Ka samna....
Para Dill ko Bhar-haa Thamna
Kery iss ko koi Beyan kay???
Nai Dard ki koi Inthaa..
Yah Magar Ha Wakt Ka Fasla
Kay,,,kabi Rayega na Gaye Wafa..
Kay..Charo tharaf Gum,
Sakoon darmyan...!
To Apany Karam ka dikha day Nishan
Mary Mehrban,Mery Mehrban
Mary Mehrban,Mery Mehrban
Na Haqeqaton Main Koi Kushi,
Na Koi Sakoon ha Kohaab Main..
Nazar Aye Lamha Najad ka..
Na Gunamain,Na Sawab Main
Wo Jo Payasa Rakhta tha Auro ko..
Woi Gumta ha Sayrab Main
Wo Jo Zulm Karta tha,Raat Din
Wo Para ha App Azab Main
Kay,,,To he Juka Day sub Sir Yaha,,
To Apany Karam ka dikha day Nishan
Mary Mehrban,Mery Mehrban
(written By:U. Sardar)
Tujhe Ishq Ho Khuda Kare, Koi Tujh Ko Usse Juda Kare,
Tujhe Ishq Ho Khuda Kare
Koi Tujh Ko Usse Juda Kare
Tere Lub Hansna Bhool Jaen
Or Teri Aankh Purnam Raha Kare
Usse Dekh Ke Tu Ruk Pare
Or Woh Nazar Jhuka Ke Chala Kare
Tujhe Hijr Ki Woh Jhari Lage
Tu Millan Ki Har Pal Dua Kare
Tere Khuwab Bikhrain Tooot Kar
Use Kirchi Kirchi Chuna Kare
Tu Nagar Nagar Phira Kare
Tu Galli Gallli Sada Kare
Tujhe Ishq Ho Phir Yaqeen Ho
Use Tasbeehon Pe Parha Kare
Main Kahoon Ke Ishq Dhong Hai
Or Tu Nahin Nahin Kaha Kare
Koi Tujh Ko Usse Juda Kare
Tere Lub Hansna Bhool Jaen
Or Teri Aankh Purnam Raha Kare
Usse Dekh Ke Tu Ruk Pare
Or Woh Nazar Jhuka Ke Chala Kare
Tujhe Hijr Ki Woh Jhari Lage
Tu Millan Ki Har Pal Dua Kare
Tere Khuwab Bikhrain Tooot Kar
Use Kirchi Kirchi Chuna Kare
Tu Nagar Nagar Phira Kare
Tu Galli Gallli Sada Kare
Tujhe Ishq Ho Phir Yaqeen Ho
Use Tasbeehon Pe Parha Kare
Main Kahoon Ke Ishq Dhong Hai
Or Tu Nahin Nahin Kaha Kare
'Bari tabdeeliyaan laaye hain apne aap mein lekin,
'Bari tabdeeliyaan laaye hain apne aap mein lekin,
Tumhein bas yaad karne ki, wo aadat abhi baaqi hai !!'
Tumhein bas yaad karne ki, wo aadat abhi baaqi hai !!'
Main ne chand aur sitaron ki tamana ki thy.
Main ne chand aur sitaron ki tamana ki thy..
Mujh ko raaton ki siyahi k siwa kuch na mila..
Main wo naghma hon jisay pyar ki mehfil na mili..
Wo musafir hon jisay koi bhi manzil na mili..
Zakham pa
ye hain, baharon ki tamana ki thy..
Main ne chand aur sitaron ki tamana ki thy..
Kisi gesoo, kisi anchal ka sahara b nai..
Raste mai koi dhudla sa sitara b nai..
Meri nazron ne nazaron ki tamana ki thy..
Main ne chand sitaron ki tamana ki thy..
Dil mai nakam umeedon k baseray paye..
Roshni lene ko nikla to andhere paye..
Rung aur noor k dharon ki tamana ki thy..
Main ne chand aur sitaron ki tamana ki thy..
Meri rahon se juda ho gyen rahain un ki..
Aaj badli nazar ati hain nigahain un ki..
Jis se is dil ne saharon ki tamana ki thy..
Main ne chand aur sitaron ki tamana ki thy..
Pyar manga to sisaktay hoe armaan milay..
Chain chaha to umday hoe toofan milay..
Doobte dil ne kinaron ki tamana ki thy..
Main ne chand sitaron ki tamana ki thy..!!
Mujh ko raaton ki siyahi k siwa kuch na mila..
Main wo naghma hon jisay pyar ki mehfil na mili..
Wo musafir hon jisay koi bhi manzil na mili..
Zakham pa
Main ne chand aur sitaron ki tamana ki thy..
Kisi gesoo, kisi anchal ka sahara b nai..
Raste mai koi dhudla sa sitara b nai..
Meri nazron ne nazaron ki tamana ki thy..
Main ne chand sitaron ki tamana ki thy..
Dil mai nakam umeedon k baseray paye..
Roshni lene ko nikla to andhere paye..
Rung aur noor k dharon ki tamana ki thy..
Main ne chand aur sitaron ki tamana ki thy..
Meri rahon se juda ho gyen rahain un ki..
Aaj badli nazar ati hain nigahain un ki..
Jis se is dil ne saharon ki tamana ki thy..
Main ne chand aur sitaron ki tamana ki thy..
Pyar manga to sisaktay hoe armaan milay..
Chain chaha to umday hoe toofan milay..
Doobte dil ne kinaron ki tamana ki thy..
Main ne chand sitaron ki tamana ki thy..!!
Subscribe to:
Posts (Atom)
Copy Right Poetry Loverx 2012. Powered by Blogger.